Awarapan Banjarapan - KK (Krishnakumar Kunnath)
Tuning: STANDARDCapo: None
Transpose
0
Speed:1.0x
ADMINAUGUST 2, 2025
Chords
[Verse 1]
[Dm]Awaarapan, [Bb]banjarapan, [C]Ek khala hai [Dm]seene mein.
[F]Har dam har pal [Dm]bechaini hai - [C]Kaun balaa hai [Dm]seene mein?
[F]Iss dharti par jis [Dm]pal suraj,
[Bb]Roz savere ugta [C]hai...[Dm]
[F]Is dharti par jis [Dm]pal suraj,
[Bb]Roz savere ugta [C]hai -
[A]Apne liye to thik [Bb]usi pal,
[F]Roz dhalaa hai [C]seene mein.
[Dm]Awaarapan, [Bb]banjarapan,
[C]Ek khala hai [Dm]seene mein.
[Verse 2]
[F]Jaane yeh kaisi [Dm]aag lagi hai,
[Bb]Jis mein dhua na [C]chingari...[Dm]
[F]Jaane yeh kaisi [Dm]aag lagi hai,
[Bb]Jis mein dhua na [C]chingari -
[A]Ho na ho iss bar [Bb]kahin koi,
[F]Khwaab jalaa hai [C]seene mein.
[Dm]Awaarapan, [Bb]banjarapan,
[C]Ek halaa hai [Dm]seene mein.
[Verse 3]
[F]Jis raste par tapta [Dm]suraj
[Bb]Sari raat nahi [C]dhalta...[Dm]
[F]Jis raste par tapta [Dm]suraj
[Bb]Sari raat nahi [C]dhalta -
[A]Ishq ki aise [Bb]raha guzar ko
[F]Hum ne chuna hai [C]seene mein.
[Dm]Awaarapan, [Bb]banjarapan,
[C]Ek halaa hai [Dm]seene mein.
[Verse 4]
[F]Kahan kise ke liye [Dm]hai mumkin,
[Bb]Sab ke liye ek [C]sa hona...[Dm]
[F]Kahan kise ke liye [Dm]hai mumkin,
[Bb]Sab ke liye ek [C]sa hona -
[A]Thoda sa dil mera [Bb]bura hai,
[F]Thoda bhalaa hai [C]seene mein.
[Dm]Awaarapan, [Bb]banjarapan,
[C]Ek halaa hai [Dm]seene mein.