Tuning: STANDARDCapo: None
Transpose
0
Speed:1.0x
ADMINAUGUST 2, 2025

Chords

[Intro]
||C |G |Em |D5 |C |
 
[Verse 1]
[G]Ajnabi kahe ke [Em]apna kahe,
 
[D]Ab kya kahe, kya na [C]kahe (X2)
 
[Bridge]
[Em]Ishare bhi chup hai,
[D]zubaan khamosh hai,
[B]Sadaa gumsum si hai,
[Em]tanha [D]aagosh [Bm]hai
 
[Chorus]
[G]Yaara re, yaara [B]re,
[C]Kyun faaslon mein bhi tu [D]yaara [G]re (X2)
|G |Em |D5 |C |
 
[Verse 2]
[G]Tu chhut kar,
kyun [Em]chhutaa nahi,
[D]Kuch toh judaa hai [C]abhi
[G]Main tut kar,
kyun [Em]tutaa nahi,
[D]Jeene mein hai tu hai [C]kahin
 
[Bridge]
[Em]Ishare bhi chup hai,
[D]zubaan khamosh hai,
[B]Sadaa gumsum si hai,
[Em]tanha [D]aagosh [Bm]hai
 
[Chorus]
[G]Yaara re, yaara [B]re,
[C]Kyun faaslon mein bhi tu [D]yaara [G]re (X2)
 
[Instrumental]
|G |Bm |C D |G |Bm Am |
 
[Verse 3]
[G]Hai har ghadi,
woh [Em]tishnagi,
[D]Jo ek pal bhi, na [C]bujhi
[G]Hai zindagi chalti [Em]huyi,
[D]Par ye zindagi hi [C]nahi
 
[Bridge]
[Em]Ishare bhi chup hai,
[D]zubaan khamosh hai,
[B]Sadaa gumsum si hai,
[Em]tanha [D]aagosh [Bm]hai
 
[Chorus]
[G]Yaara re, yaara [B]re,
[C]Kyun faaslon mein bhi tu [D]yaara [G]re (X2)
 
[Ending]
|G |B |C D |G | (X2)